Pag Ghungroo Bandh Meera Nachi Thi Movie- Namak Halaal by Kishore Kumar

|
Pag Ghungroo Bandh Meera Nachi Thi
Movie- Namak Halaal(1982)
Singer- Kishore Kumar
Lyrics- Anjaan
Music- Bappi Lahiri

The lyric Pag Ghungroo Bandh Meera Nachi Thi is from the movie Namak Halaal is a 1982 Indian Hindi-language masala film, directed by Prakash Mehra and written by Kader Khan, with music by Bappi Lahiri and lyrics by Anjaan. The film stars Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Smita Patil, Parveen Babi, Waheeda Rehman, Om Prakash, Ranjeet, Satyen Kappu, Suresh Oberoi and Ram Sethi. The film is the biggest comedy blockbuster of all time and went on to be the third highest-grossing Indian film of the year.

Ke Pag Ghungroo Bandh Meera Nachi Thi Full Lyrics by Kishore Kumar

Buzurgon ne, buzurgon ne farmaya
Ke pairon pe apne khade hoke dikhlao
Phir yeh zamana tumhara hai
Zamane ke sur-taal ke sath chalte chale jao
Phir har tarana tumhara, fasana tumhara hai

Arre to lo bhaiya hum
Apne pairon ke upar khade ho gaye
Aur mila li hai taal
Daba lega daanton tale ungliyan, liyan
Yeh jahan dekhkar, dekhkar apni chaal

Wah wah, wah wah
Dhanyawad

Ke pag ghungroo..
K Pag Ghungroo Bandh Meera Nachi Thi(2x)
Aur hum nachein bin ghungroo ke
K pag ghungroo bandh meera nachi thi

Woh teer bhala kis kaam ka hai
Jo teer nishane se chooke, chooke, chooke re
Ke pag ghungroo

Pag ghungroo bandh meera nachi thi(2x)
Nachi thi, nachi thi, nachi thi haan
Ke pag ghungroo bandh mira nachi thi

Hmm aap andar se kuchh aur
Baahar se kuchh aur nazar aate hain
Bakhuda shakal se to chor nazar aate hain
Umra ghuzari hai saari chori mein
Saare sukh chain band jurm ki tijori mein

Aap ka to lagta hai bas yehi sapna
Ram Ram japna paraya maal apna x (2)

Watan ka khaya namak to namak halaal bano
Farz imaan ki zinda yahan misaal bano
Paraya dhan parayi naar pe nazar mat daalo
Buri aadat hai yeh, aadat abhi badal daalo

Kyon ke!
Yeh aadat to woh aag hai jo
Ek din apna ghar phoonke, phoonke, phoonke re
Ke pag ghungroo

Paag ghungroo bandh mira nachi thi(2x)
Nachi thi, nachi thi, nachi thi haan
Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi

Paag Ghungroo Bandh Mira Nachi Thi by Kishore Da

Mausam-e-ishq mein machle huye armaan hain hum
Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hain hum
Aisa lagta hai to lagne mein kuchh burai nahi
Dil yeh kehta hai aap apni hain, parayi nahi

Sangemarmar ki haye koyi moorat ho tum
Badi dilkash badi khoobsurat ho tum
Dil dil se milne ka koyi mahurat ho
Pyase dilon ki zaroorat ho tum
Dil cheer ke dikhla doon main
Dil mein yehi soorat hasin
Kyaa apko lagta nahin hum hain mile pehle kahin

Kyaa desh hai, kya jat hai
Kya umraa hai, kya naam hai
Arre chhodiye in baaton se
Humko bhala kya kaam hai
Aji suniye to

Hum aap milein to phir ho shuru
Afsaane Laila Majnu, Laila Majnu ke
Ke pag ghungroo bandh mira nachi thi
Aur hum nachein bin ghungroo ke
Ke pag ghungroo bandh mira nachi thi

Ke pag ghungroo bandh mira nachi thi x (3)
Pg ghungroo bandh mira nachi thi x (2)

The Video Song

Other Songs… 

trust you like most importantly, perhaps this rundown will contact you.

Pal Pal Dil Ke Paas

Are Aa Gaye Hum Dildaar

Aa Chal Ke Tujhe Main Le Ke Chalu

You can check all the lyrics… coz this site is only Kishore Kumar’s fan. I’m trying my best to present all of his lists. check our categories. don’t forget to search your favorite lyric on the search bar.

I categorize a few songs according to the award base. The Film fare award-winning songs are here.

Filmfare Award Winning

Furthermore, the Filmfare Nominated melodies are on another rundown. check the rundown… here.

Filmfare Award Nominated

And the best of Kishore Kumar List is here. go and check all of them. I’m sure you’ll like my lists.

In the event that you like my introduction, at that point remember to remain tuned with me and offer this page with your closest….

google.com, pub-3964374056079339, DIRECT, f08c47fec0942fa0

6 thoughts on “Pag Ghungroo Bandh Meera Nachi Thi Movie- Namak Halaal by Kishore Kumar”

Leave a Comment

%d bloggers like this: